Anartisis Templates Customisation
Step -1 Open Your Blogger Dashboard , Click On Third Line Select Themes Option.
Step -2 Then Click On Customise Arrow Button And Click On Restore Option And Select Anartisis XML Files.
Step -3 Then Click On 3rd Line And Choose Layout Option Then You Can See Options Panel FIR Aapko Ek Option Dikhai-Dega By Classes Click On Edit Option And Remove It, Aap Photo Mein Dekh Sakte Hain.
Step -4 FIR Aapko Headline Option Dikhai De Raha Hoga Aur Vahan Per Aapko Pages Dikhai De Raha Hoga To Aapko Edit Wale Option Per Click Karna Hai Aur Vahan Per Aapko Apni Pages Ka Name Likhkar Uska Link Aapko Vahan Par Lagana Hai Kis Tarah Aapko Niche Photo Mein Dikhai-De Raha Hoga.
Uske Bad Aapko Social Media Icon Ka Option Dikhai-De Raha Hoga To Aapko Edit Wale Option Par Click Karna Hai FIR Aapko Apne Social Media Link Vahan Par Upload Karna Hai Aur Jitne Bhi Faltu Ki Honge Social Media Mein Usko Remove Bhi Karna Hai Kis Tarike Se Aapko Photo Mein Dikhai-De Raha Hoga.
Step -5 Fir Aapko Thoda Scroll Up Krna Hai To Aapko Vha Par Ek Option Dikhai-Dega Header Wrapper To Ussi Ke Niche Aapko Header Ka Option Dikhai-Dega To Aapko Edit Wale Option Par Click Krna Hai Vha Par Aap Apne Website Ka Tittle/Name Likh Skte Hai Aur Vhi Se Aapko Apne Website Ka Logo Bhi Lagna Hai Logo Lagane Ke Liye Aapko Upload For Computer Par Click Krna Hai Aur Apna Photo Select Kra Lena hai Kaise Krna Hai Aapko Photo Mein Dikhai-De Raha Hoga.
Header Wrapper Option Mein Aapko Ek Chij Aur Mil Jata hai Main Menu To Aapko Usko Bhi Customize Krna Hai, Edit Wale Option Par Click Karo Uske Bad Aapko Apna Menu Bnana Hai Apne Label Ki Help Se Ab Jo Bhi Jnta Menu Aur Label Kya Hote Hai To Vo Isko Dekha Lo
Then Menu Bnana Ke Liye Label Bnana Padega Aap Label Bana Lijiyega Uske bad Aapko Pencil Wala Option Par Click Krna Hai Menu Ka Naam Likhye Aur Label Ka Link Provide Kariye Aur Agar Menu Ka Sub Menu Banana Hai To Uske liye Aapko Menu Ka Naam Likhne Se Pahle _ iss Sign Ka Use Krna Padega Aap Photo Ko Dekha Kar Smjhe Lijiye.
Step -6 Ab Aapko Ek Option Dikhai-De Rha Hoga Newstiker Ka Aur Ussi Ke Niche Aapko Dikhai-Dega Breaking News Ka To Aap Chahey To Isko Lga Rhne De Ya Phir Isko Hta Skte Hai Mein Recommend Karunga Agar Aapka News Website Nhi Hai To Aap Issko Remove Kar Dijiye Remove Krne Ke Liye Edit Wale Option Par Click Krna Hai Aur Vha Par Apko Remove Ka Option Milega Jaise Hi Uss Par Click Karo Breaking News Aapke Website Se Remove Hojayega AAP Photo Mein Dekha Hi Skte Hai Kaise Krna Hai.
Step -7 Ab Aapko Thoda Scroll Up Krna Hai Then Aapko Ek Option Dikhai-Dega SideBar Ka Ab Aapko Yah Par Ek Option Dikhai-Dega Connect With Us Ab Yha Par Aapko Edit Wale Option Par Click Krna Hai Then Aapko Pencil Wala Option Par Click Krna Hai Ek Vha Par Apne Social Media Link Provide Krna Hai Aur Sath Mein Kitna Followers Hai Vo Bhi Likhna Hai Aap Photo Mein Dekha Skte Hai
Ab Aapko SideBar Customize Krna Hai Ab Jo SideBar Mein Apko Lgna Hai Bas Mein Vhi Naam Aapko Batane Ja Rha Hun Aur Jisska Naam Mein Nhi Likhunga Vo Aapko Remove Krna Hai, Remove Kaise Krna Hai To Aapko Edit Wale Option Par Click Krna Hai Fir Aapko Remove Ka Option Par Click Krna Hai To Vo Simply Remove Ho Jayega
Kya Kya Nhi Remove Krna Hai
1) Featured post
2) Labels
3) Popular Posts
Ye Sab Aapko Bas Rhna Hai Apne Featured Post Mein Aur Sab Remove Kar Dena Hai,
Step -8 Ab Aapko Thoda Sa Aur Scroll Up Krna Hai To Vha Par Aapko Ek Option Dikhai-Dega Footer Wrapper Aur Vha Par Aapko Ek Option Dikhai-Dega Add Gadget To Aapko Vha Par Aapko Add Gadget Par Click Krna Hai Aur Image Wala Gadget, Popular Wala Gadget, Label Wal Gadget Select Krna Padega Kaise Photo Mein Dekha Skte Hai.
Step -9 Ab Aapko Ek Option Dikhai-De Rha Hoga Footer Menu To Aapko Edit Wale Option Par Click Krna Hai Aur Apne Pages Ka Link Provide Krna Hai Aap Photo Mein Dekha Skte Hai
Finally Pura Customize Hogya
Download This Theme
Conclusion
To Aapko Pta Chal Gya Hogya Ki Anartisis Templates Ko kaise Coustomize Krna Hai Agar Koi Doubt Hoto Aap Hamko Instagram Par Message Kra Skte Hai Username Omeshwar.23